Movie Dialogues
20+ Best Tandav movie dialogues
Tandav is one of the best web series based on political thriller. You can say that it is based on Indian politics. Some best actors and actress of this series are Saif Ali Khan, Tigmanshu Dhulia, Kumud Mishra, Mohammed Zeeshan Ayyub, Sunil Grover and Dimple Kapadia. Here we provide some best dialogues from this web series.
Tandav movie dialogues
-
Matlab raja naa ban sako, toh raja ke gote pakad lo…
-
Aapka wafadar hoon, par kutta nahi hoon….
-
Ready ho jaa, ab paap karna padega
-
Left se right aane me time hi kitna lagta hai, shishe ke samne khade ho jao, ek second me left se right ho jata hai.
-
Humne apne raaj mein kahi galat kaam kiye par apne desh ko todne ka kaam nahi kiya…
-
Kanoon ki g@@nd aachi lage pr usme ungli ni krni chiyeah.
-
Ab iss rajneeti mein chanakyaneeti laani padegi.
-
Rajneeti me ek hi rishta hota hai, Kursi se..
-
If you can’t be the king, be the kingmaker…
-
Ab terrorist border paar se na aare, ye in university me tayar hore…
-
‘Iss baar paagalpan kuchh zyada hi ho raha hai’. ‘Pagalpan mein kya kam aur jyada sir, ya toh hota hai yaa nahi hota hai…
-
Apni baat samjhane ke liye kisi ko bura feel karwana zaruri nahi hota hai…
-
Aurton ke under kaam karne se aksar, mardo ko lagta hai unki mardangi kam ho jati hai…
-
Hum sabke andar bahut gussa hai, mera toh naam hi Shiva hai, isliye bahut saara hai…
-
Sahi aur galat ke beech mein jo cheez aake khadi ho jaati hai naa… usse Rajneeti kehte hai or hum rajneeti ke sath hai.
-
Iske haath mein satta aa gayi naa.. lokatantar khatam kar dega yeh. Tujhe taanaashaah nahi dikhta?
-
Seedhi sadhi zindagi jine ka ek sideffect ye hota hai, ki apse km seedha log, zyada powerful ho jate hain
-
Aur Power ke sath sirf kanoon badalne ki taqat nahi aati, ek extra Loud@ milta hai, wo itna lamba hota hai ki uske piche dunia ki sabse achhi auratein bhi pagal ho jati hain.
-
Rajneeti ke khel mein har khiladi ke pass ek chaal chalne ka mauka aata hai.
-
Iss desh ke politics ko tumhari zaroorat hai, aur tumhe politics ki zaroorat hai.
-
Woh ghar meine, teen pradhan mantriyon se khaali karaya hai.