Movie Dialogues

20+ Jab Tak Hai Jaan DIALOGUE | Jab tak hai jaan dialogue in hindi

Relive the magic of Yash Chopra’s love story “Jab Tak Hai Jaan” through its most powerful dialogues! From heart-wrenching confessions to playful banter, get ready to revisit the emotions that made this film a classic. This collection explores the depths of love, loss, and the unwavering spirit of life – all captured in the unforgettable words spoken by Shah Rukh Khan, Katrina Kaif, and Anushka Sharma.

Hamari line mein kismat sirf ek baar dokha deti hai

Har din ek dua maangti hoon … ke shayad ek din tum mujhe maaf kardo

Har din uski zindagi ki dua maang leti hoon … aur har din khud thodi marr leti hoon

Har ishq ka ek waqt hota hai … woh hamara waqt nahi tha … par iska yeh matlab nahi ki woh ishq nahi tha

Joh dil jeette hai woh kabhi haarte nahi

Joh khud khush na ho … woh auron ko khushi kabhi nahi de sakta

Koi dua mat maangna … sirf pyar karna mujhe

Main har din maut ko gale lagaonga

Baarishon mein bedhadak tere nachne se … baat baat pe bewajah tere roothne se … choti choti teri bachkani badmashiyon se … mohabbat karoonga main … jab tak hai jaan, jab tak hai jaan

Bomb se zyada zakhm toh zindagi deti hai … har mod par koi dhokha, koi dard … toh jab zindagi ke khatron se bachne ke liye koi bomb suit nahi pehanta … toh maut se bachne ke liye kya pehanna

Done done London karo ji

Tera haath se haath chodna … tera saayon ka rukh modna … tera palat ke phir na dekhna … nahin maaf karoonga main … jab tak hai jaan, jab tak hai jaan

Tere jhoothe kasme vaadon se … tere jalte sulagte khwabon se … teri beraham duaon se … nafrat karoonga main … jab tak hai jaan, jab tak hai jaan

Teri aankhon ki namkeen mastiyan … teri hasi ki beparwah gustakhiyan … teri zulfon ki lehrati angdaiyan … nahi bhoolunga main … jab tak hai jaan, jab tak hai jaan

Tu saath hokar bhi saath nahi hoti … ab toh rahat mein bhi rahat nahi hoti

Tum na gali ki gundi ho!

Tumhari yeh hasi, yeh masti, yeh gaaliyan agar bandh ho gayi na … toh is duniya ka bahut nuksaan hoga

Ya toh inhe mujhe maarna hoga … ya phir haarkar tujhe mere paas bhejna hoga

Yadhaash bhi kitni ajeeb cheez hoti hai … kis cheez ko poori zindagi bhoolne ki koshish karo, woh bhoolti nahi … kabhi ek choti si cheez yaad karne ki koshish karo, toh yaad nahi aati

Zindagi toh har roz jaan leti hai … bomb toh sirf ek baar lega

Back to top button
डीजल का पौधा: कम निवेश, ज्यादा मुनाफा! हींग की खेती: कम लागत, ज्यादा मुनाफा! काले सोने की खेती: मुनाफे की चमक डेयरी फार्मिंग बिजनेस: सरकारी मदद से करें मुनाफा! Beat the Budget Blues: Smart Ways to Save Money Every Day The Secret to Weekend Worries? Passive Income! Top 10 Most Handsome Man in the World 6 Web Series Releasing In January 2024 10 Best Hindi Comedy Movies of 2023 You Missed 12 Exotic Pets for Apartment Living